Abstract:
Kisi bhi samaj ke vikash ki prakriya me shiksha mahatvapoorn bhumika nibhati hai. Is shiksha se vyakti ka sarvangin vikash hona aavashyak hai. 1937 me vardha shikshan yojana me sarva sammukh rakhi gayi 3H yah sankalpanaa sahi maayano me vyakti ke sarvangin vikashki drasti se rakhi gayi thi.
Manav ke shaareerik, maanasik va ahdyaatmik utkarsh ka vikas va abhivyakti ki shiksha hai aadhunik yug me vigyan tantragyan ka vikas hota gaya shiksha me vibhinna badlaav aate gay jaise shikha me sanganak ka sadupayog, internet jaisi aadhunak takanik ka prayog aadi.