Abstract:
Shikshak samaj aur rashtra ke nirman ka mool adhar hai. Shikshak par hi samaj ki unnati nirbhar karti hai. Shikshak palako ko samuchit shiksha pradan kar desh ke bhavishya ko ujjaval karta hai. Shikshak ka mahatva aghadhyay hai, avarniye hai. Prachin kaal me shikshak ko guru ka sthandiya gya. Guru ko bhagavan tulya maana jata tha kaha jata tha.
“Gurur bramha gurar vishanu gurur devo maheshvaray.
Gurar sakshat param bramha tasmai shri gurve namha..”