Please use this identifier to cite or link to this item: http://13.126.40.108:8080/xmlui/handle/123456789/190
Full metadata record
DC FieldValueLanguage
dc.contributor.authorKhare, Koushal Kishore-
dc.date.accessioned2019-11-21T07:15:18Z-
dc.date.available2019-11-21T07:15:18Z-
dc.date.issued2011-04-25-
dc.identifier.urihttp://localhost:8080/xmlui/handle/123456789/190-
dc.descriptionPersonal use of this material is permitted. However, for any use other than the copyright act clause dealing with "fair use" permission may be obtained from RIE Bhopalen_US
dc.description.abstractManushya ke jeevan ko disha nirdesh karanaa aavashyak hai. Disha nirdesh sahi hona chahiye. Jisase maanviya jivan me niyam, naitikataa, sadaachaar, lokashaahi, naagarikata, dharmikataa, sanskratikata aadi gun vidhamaan ho aur in urpyukat guno ko pane ke liye shiksha aavashyak hai shiksha ke bina manavi jeevan vyarth hai. Shiksha ham sabake jeevan ka anivarya anga hai. Shiksa ka mahatva dino-din badhata hi chalaa jaa rahaa hai. shiksha shabda Sanskrit ke shiksh dhatu se banaa hai. Shikshana ka aarth hai sikhanaa. Sikhane ki prakriya shishu ke janm se mratyu tak chalti rahati hai. Shiksha aajeevan chalne vaali ek esi prakriya hai jiske dwara vyakati ka shareerik shakti boudhdik, bhavanaatmak, samajik evam aadhyatmik aadi vikash sampark reeti se hota hai iske falsvroop vyakati apane aap ko vatavaran se anukool karke jeevan ko safal banaata hai aura pane vyavahaar me parivartan tatha parivardhan lata hai. Jisase vyakti, jati, rastra tatha vishva sabhi ka hita hota hai.en_US
dc.language.isoenen_US
dc.publisherRegional Institute of Education, Bhopalen_US
dc.relation.ispartofseriesD-331;-
dc.subjectMadhyamik shalaonen_US
dc.subjectshaikshika paripakvataen_US
dc.subjectvyavsaayik santushtien_US
dc.titleMadhyamik shalaon ke shikshakon ki shaikshika paripakvata evam vyavsaayik santushti ka adhyayanen_US
dc.typeOtheren_US
Appears in Collections:Dissertations

Files in This Item:
File Description SizeFormat 
secure-0-D-331.pdfD-3311.2 MBAdobe PDFView/Open
secure-1-CHAPTER-l.pdfIntroduction1.01 MBAdobe PDFView/Open
secure-2-CHAPTER-ll.pdfReview of Related Literature828.62 kBAdobe PDFView/Open
secure-3-CHAPTER-lll.pdfMethodology692.79 kBAdobe PDFView/Open
secure-4-CHAPTER-lV.pdfAnalysis And Interpretation of Data770.4 kBAdobe PDFView/Open
secure-5-CHAPTER-V.pdfFindings, Summary And Conclusion761.63 kBAdobe PDFView/Open
secure-6-BIBLIOGRAPHY.pdfBibliography579.08 kBAdobe PDFView/Open
secure-7-APPENDIX.pdfAPPENDIX801.85 kBAdobe PDFView/Open


Items in DSpace are protected by copyright, with all rights reserved, unless otherwise indicated.